Photo Gallery

[album id=x template=extend]
[tagcloud]

27 Thoughts to “Photo Gallery”

  1. narendra singh mayal

    its really heart touching………….

    i love my garhwal….

  2. vinod singh rawat

    Bahut hi acha lagta hai apna pahad ke bare main jankar,

  3. HI NAMASHKAR ALL OF U.YE PRAKRITI KI SUNDARTA KA TO JAWAB HI NAHIN HAI.

  4. kundan

    it really a great please in the earth.
    thank god you send me on this land.

  5. Manish Kimothi

    You can add one more column in your site about Village ,cause many ppl Don’t know about Village

  6. jb koi mere uttrakhand ke baare me baat karta hai to mujhe bahut accha lagta hai. aur mai bhi longo ko iske ke bare me batata hu.

  7. Ajeet Bartwal

    मेरे प्यारे उत्तराखण्डी भाइयो आप सभी को मेरा प्यार भरा सादर नमस्कार,

    मैं जब भी उत्तराखंड के बारे मे कोई भी लेख पढ़ता हूँ तो मैं रोमांचित हो जाता हूँ कि मेरे उत्तराखंड के भाइयो मे इस उत्तराखंड के प्रति कितना प्यार है, जो की हर उत्तराखण्डी को होना चाहिए और इस उत्तराखण्ड के लिए हर समय प्यार और सदभावना होनी चाहिए. जिससे कि उत्तराखण्ड की यह मिसाल पूरे दुनिया मे हो और हम सभी उत्तराखण्डी लोगो को इससे एक-दूसरे पर गर्व हो, और हम कह सके कि हम उत्तराखंडी है, और
    हम सब एक है.

    हम सब को ग़रीबी और बेरोज़गारी, को दूर करना है और यंहा के हरे-भरे पेड़ो, नदियओ, पहाड़ो, खेतो और संस्क्रती को बढ़वा देना है.
    हम सभी उत्तराखण्डी को इस तरह से कार्य करने चाहिए कि इस उत्तराखण्ड के सभी लोग सुखी जीवन जिए, और सभी लोग पढ़े-लिखे हो.

    You’r brother

    Ajeet Singh Bartwal (Ajju)
    Vill. Phalasi
    Rudraprayag.
    Uttrakhand…………..

    Jai Bharat, Jai Uttrakhand…….

    Thanks……….

  8. anu godiyal

    your collection is very very ——. I really love it.

  9. ki bhal mero pahar. Yan huchho thandi haawa,thando pani, kadu bhal lagchhi meri didiyo merobhuliyo ye dewtana bhumi ke kav na bhuliya…ek baar myar dagri kadio jai_uttarakhand,

  10. mikai aaj ek gana yaad unechhu gana leo pe aab suna dino…………….
    “Jo tu ni banali meri joridar kaisi katulo din bin tyar”

  11. LALIT KUMAR (DARUBA)

    K BHULO LAGUCHA HO HAMR PAHAD ME
    I LOVE MY PAHAD

  12. Ajeet Bartwal

    1. —-Meri kahani—

    ****DO GARIB, JADUGAR AUR SADHU*********

    ek gaon main do bhai rhate the. jo ki bahut garib the. un dono bhaio main bahut prem tha. bade bhai ka naam mahesh aur chhote ka naam naresh tha.

    ek baar mahesh kisi kaam se gaon se bahar gya aur usne bahar jate samay naresh ko aapna khayal rakhane ke liye kha. mahesh jangal ke raste ja rha

    tha ki use wanha per ek aadmi mila jo ki bahut buda tha aur garib tha, usne mahesh se kha ki tum khna ja rhe ho, mahesh ne kha ki main shahar ja rha

    hoon, us bude ne kha ki main bhi shahar ja rha tha, par ab tum mil gye ho tho hum dono shahar jayenge. jisse ki hum dono ko choro ka dar nhi hoga aur

    hum ek dusre ki madad bhi ker sakte hai, aur mahesh aur buda dono shahar ki taraf jane lage, shahar kafi dur tha jisse ki unhe raat ko us jangal main

    hi rukna pda aur wo dono apne liye sone ki jagah dhundne lage, tabhi paas main hi unhe ek ghar dikhayi diya aur wo dono us taraf jane lage, us ghar

    main ek jadugar aadmi rahata tah jo ki bahut hi khatarnaak tha. wo logo ko maar ker ke unka sharir ek ped per latka deta tha aur kuch dino baad wo un

    latke sharir ko nikalta tha aur unki haddion se ghar banata tha. aur unke sharir ka maans nikal kar usko jangli janwaro ko khila deta tha….

    aise karne se jadugar ki skhatiya bar jati thi aur wo un skhatiyao ka galat upyog kerta tha. jab mahesh aur wo buda aadmi us ghar main gye tho jadugar

    us samay apne ghar main nhi tha. dono andar gye aur apna khana nikal ke khane lge, khana khane ke baad dono ek jagah kinare main so gye. aadhi raat

    ko jadugar apne ghar aya aur usne dekha ki do aadmi so rhe hai, jadugar maan hi maan khus hua ki aaj shikhar mil gya, jadugar ne dono ko bandh diya.

    uske baad khud bhi so gaya, jab subah hui tho dono ne dekha ki wo dono rassi se bandhe hai, aur unke samne jadugar beta hai, dono dar ke maare kapne

    lage.

    jadugar ne dono ko kha tum daro mat main tume maronga nhi. aur dono toda khus hue, parntu jadugar jhot bol rha tha. wo tho un dono ko khus kerne ke liye

    kha rha tha. thodi der baad jadugar ne dono ko kutta bna diya aur khud bahar chala gya, aab dono kutte ban gye the. tbi whna ek ladki ayi aur itne aache

    kutte dekh ke wo unko apne saat apne ghar le gyi, aur dono kutte uske ghar main rhane lage. kuhc saalo baad us gaon main ke sadhu aaya jo ki bahut hi

    gyani tha, usne dono kutto ko phachan liye aur socho yeh dono tho aadmi hai, aur yeh dono is dasa main kaise aaye, us shadu ne us ladki se un kutto ko

    apne saat le jane ke liye kha, ladki ne haan ker di, ab shadu un dono ko ek jangal main le gya jhna par wah jadugar rahata tha. jadugar ne dekha ki wo

    dono kutte ek sadhu ke paas hai, tho wo us sadhu se un kutto ko chinna cha par sadhu ne us jadugar ko bakri bna diya aur us jangal main hi chod diya.

    aur un dono ko wapas aadmi bna diya. aur ab dono mahesh aur wo buda apne asli rup main aa gye, aur us jadugar jo ki ab ek bakri tha use jangal main ek

    sher ne kha liya.

    wo dono aur sadhu ab gaon ki taraf jane lge. todi dur par sadhu ka ghar aa gaya tho shadu ne un dono ko bahut sa sona diya aur apne ghar chla gya,

    ab dono ke paas bahut sa sona tha, jisse ki dono ki garibi ab dur ho chhuki thi, dono ka pariwar ab sukhi tha.

    Author- Ajeet Bartwal (ajju).

  13. Kirparam pokhriyal

    Its really best collection.

  14. suraj negi

    i love my uttarakhand…………..

  15. basantbhatt

    mere uttarakhand ke bhai bahno ko sadar pranam.
    apnauttarakhand ke sabhi dajyu or bhaiyon ko mera sadar namaskar ho.
    aapne bhut nek kam kiya he. aasha he ki aise hi kary karte rhenge.
    bandhuwar kya mujhe gopal babu ke sabhi gane mil sakte he. agar han to vinti he ki mujhe uplabdh karane ki kripa karen.aapki mahti kripa hogi.
    dhanyawad

  16. Shankar Datt

    Uttrakhand ke samachar padhkar bahut achha lagta hai par ek baat hamesa man mai aati hai ki uttrakhandi jahan kahi bhi rahte hai utane prem se aapas mai nahi milate jitane madrassi(south Indian) bhai or sardar jee apas mai milkar rahate hai meri prarthna hai ki aap log jo uttrakhand se bahar rahate hain kripya mil kar rahen apas main mitrta se rahen yek dusare ke kaam ayen to “sone mai suhaga ho jayega” Jisse log ham uttrakhandiyon ka udaharan de ki ye log kitani ekta se rahte hain

  17. pancham

    bahut acha laga pad ke

  18. sanjai singh

    kya bal manucha ho gmar ro pahad m

  19. satish

    meru nau cha satish ar mai jayalgarh ma raundoo

  20. bheji ghar ki yaad aa gayi dehk ke

  21. Ashok

    A brilliant piece of nature

  22. Deepak joshi

    N
    A
    M
    S
    K
    A
    A
    R
    mere se bade logo ko our chote logo ko pyarr dosto humara uttrakhand ek swetjarland hai jo log yaha se avi ja rahe hai na wo ek din jarur wapas aayenge apne pahaad mai yaha ka pani our hawa kitni acchi hai na dosto i love uttrankhand {bageshwar}love you by आपुण ख्याल करया TAKE CARE by

  23. kuldeep bhandari

    main apni garhwali sanskriti se bahut hi jyada prem karta hoon. mujhe apne garhwali hone pe kafi garv hai. sachmuch mera pahad- mera garhwal (sampurna uttarakhand) swarg hai. main apni sanskriti k sanrakhshan k liye dil se sahyog dene ki poori koshish karunga.

  24. Gaurav Nagar

    i like this story

  25. Pawan Bisht

    To all the uttrakhand people and uttrakhand lovers i request to form a United group which will help in spreading our language and Culture and will keep us united.

  26. Pankaj

    I proud feel to see.

  27. jagdish joshi

    yadein to yadein rh jati hai unhi m s hai ak hmare phad ki yad .i love my pithoragarh asli khusi ka razz to yhi hai parkrti ka saundary bs niharte jao niharte jao kya mzaa h .ak sukun sa milta h phado pr baith kr .or wha s parkrti ko niharne m . thxx byeee

Leave a Reply to Ajeet Bartwal Cancel reply